Jo tum chaho, hamesha ho
Sada mumkin , nahi hai ye
Hamesha waqt, ho tera
Sada mumkin , nahi hai ye
Sawaari naao kagaz ki
Wo bachpan, kho chale aaye
Wo mausam ho, hamesha hi
Sada mumkin , nahi hai ye
wo do boond, ashko ki qeemat
khloney, tohfey hote the
Mohabbat ab bhi ho, yaksaa
Sada mumkin , nahi hai ye
Sunahre khwaabo ke rastey
Haqiqat me , kahaa...n hotey
Haqiqat har kahaani ho
Sada mumkin , nahi hai ye
Jamaanae ka, kahaa hai ye
sitaarey chhar din ke hai
Ho baatey, sach jamaane ki
Sada mumkin , nahi hai ye
Baghawat, khwaahisho...n ne ki
kahaa, mumkin hai , namumkin
Hameshaa maan le iski
Sada mumkin , nahi hai ye
Pighalty waqt ki lauw me
Daaman, sab chhuraate hai
Mera rab chhor de mujhko
Kabhi mumkin, nahi hai ye...
Sada mumkin , nahi hai ye
Hamesha waqt, ho tera
Sada mumkin , nahi hai ye
Sawaari naao kagaz ki
Wo bachpan, kho chale aaye
Wo mausam ho, hamesha hi
Sada mumkin , nahi hai ye
wo do boond, ashko ki qeemat
khloney, tohfey hote the
Mohabbat ab bhi ho, yaksaa
Sada mumkin , nahi hai ye
Sunahre khwaabo ke rastey
Haqiqat me , kahaa...n hotey
Haqiqat har kahaani ho
Sada mumkin , nahi hai ye
Jamaanae ka, kahaa hai ye
sitaarey chhar din ke hai
Ho baatey, sach jamaane ki
Sada mumkin , nahi hai ye
Baghawat, khwaahisho...n ne ki
kahaa, mumkin hai , namumkin
Hameshaa maan le iski
Sada mumkin , nahi hai ye
Pighalty waqt ki lauw me
Daaman, sab chhuraate hai
Mera rab chhor de mujhko
Kabhi mumkin, nahi hai ye...

No comments:
Post a Comment